Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho re dekho log ajuba ye beesvin sadi ka dekho re dekho log ajuba ye beesvin sadi ka aasmaan ke chaand ko chhune nikla chaand zameen ka re logo ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka gore gore mukh par tune aisa ghunghat daalaaa hoye gore gore mukh par tune aisa ghunghat daala aankhon waale taras gaye dekhun main kismat waala aa he wa ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruse ka na ye japaan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka dushman dekhen jal jal jaayen dost kahen kya kehne dushman dekhen jal jal jaayen dost kahen kya kehne dekhen kis par karam kare tu kaun ye sehra pehne aa ha ha ye chanda ruse ka na ye japan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka ye chanda ruoe ka na ye japaan ka na ye american pyaare ye to hai hindustaan ka roop nagar se prem nagar tak roj kare ek
dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo
Dekho Sapne
dekho shor na machaana oh dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye duniyaaaaaa soyi soyi ye duniya soyi soyi sapnon mein khoyi khoyi koi nahin aayega koi na bachayega chalega na koi bahaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana mere dil mein hai halchal mere dil mein hai halchal hai zindagi pal do pal aaj hi jeena aaj hi marna kal ka na koi thikaana dekho shor na machaana kisi aur ko na bulaana ye hai apni baat rahe apne saath kahin sun le na ye zamaana kahin sun le na ye zamaana oh kahin sun le
meri jaan se pyaare tujhko tera desh pukaara aa jaa jaa bhaiyaa jaa beta jaa mere yaara jaa dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye maa naa kahe ke mere bete waqt pada to kaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon hum pehle bhaaratwaasi hum pehle bhaaratwaasi phir hindu muslim sikh esaai hum pehle bhaaratwaasi naam juda hain to kya bhaarat maa ke sab bete hain bhai abdul uske bachchon ko paale jo ghar waapas raam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli wo bola kam kar sakta hoon main bhi dushman ki ek goli zikr shaheedon ka ho to kyun unmein mera naam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon achchha chalte hainnnnnn achchha chalte hain kab aayenge ye kehna mushkil
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm
Dekho Yeh Diwana
dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya mujh ko udda laaya mujh ko udda laaya dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya meri sada pe bhool ke rasta aye dil ye kaun aaya mujh ko udda laaya mujh ko udda laaya kiski sada pe jhonka hawa ka mujh ko udda laaya dekho ye kaun aaya aa aaa aaa aaaa mujh ko udda laaya mere virane ko kisne saja diya mere virane ko kisne saja diya raunak zara dekho hoo raunak zara dekho kuchh to nahin hai kya jaane tum ko kaisa nasha chhaya dekho ye kaun aaya dekho ye kaun aaya baaten banaate ho kyun sachche jhoote haan baaten banaate ho kyun sachche jhoote sapne dikhate ho sapne dikhate ho hooo phir se to kehna maine suna nahin kya tumne farmaaya mujh ko udda laaya haannn mujh ko udda laaya aa meri bahon mein baitha hoon kabse haan aa meri bahon mein baitha hoon kabse main teri raahon mein o main teri raahon mein jalti hoon main bhi jabse pada hai dil pe tera saaya dekho ye kaun aaya ho dekho ye kaun aaya meri sada pe bhool ke rasta aye dil ye kaun
Laaya Hai Pyaar Kisi Ka Lag Ke Gale Se Phir Bhi, Machal Na Sakun Main Dekho Ye Mere Bandhe Haath Ye Mere Bandhe Haath
heyyyyyy dekho ye naari hai khota rupaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa paida huyi hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat haan paida hui hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe hum jaise gyani ko ji do din ka bachcha samjhe ee dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde ulte chhure se ye to sabki hajamat kar de haan dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa naagin ke sang ho naari jo yaaro
dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein koi kahega kya koi sunega kya kisi ke bhi kahe sune se tera waasta hai kya khayaal zulf e yaar kar ye lo khayaal zulf e yaar kar nazar ko beqaraar kar nahin hoti idhar udhar pade kadam tu kar na gham na soch zindagi mein tera raasta hai kya kya dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai kya baat hai bada haseen saath hai haseen hoon main jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main wahaan to zindagi nashe mein choor hai saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara qareeb aa mere arre apan bhi majboor hai aur tu bahut hi door hai dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein suraahi jhoomne lage
hey dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin hey poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai yun to lakhon se hooti hain baatein par baat wo
dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan tujhse kaise kahun dard ka manjara maine socha tha kya aur kya ho gaya paas aaye magar ho gayi dooriyaan paas aaye magar ho gayi dooriyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan sabke hote huye bhi akeli hoon main sabke hote huye bhi akeli hoon main aap apne liye ik paheli hoon main haaye majbooriyaan haaye lachariyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar haaye main lut gayi tu raha bekhabar mujhpe rote rahe ye zamin aasman dekhte dekhte jal gaya aashiyan reh gayi raakh si uth raha hai dhuan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan
dekhte hi tujhe hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm mere dil ne kaha dekhte hi tujhe mere dil ne kaha dekhte hi tujhe mere dil ne kaha zindagi bhar tujhe dekhta hi rahun dekhta hi rahun jaane kya baat hai saadgi mein teri jaane kya baat hai saadgi mein teri bas nazar se tujhe chumta hi rahun chumta hi rahun tera apna ajab ek andaaz hai tera apna ajab ek andaaz hai teri aankhon mein masti bhara raaz hai meri nazron ne laakhon mein chaaha tujhe aaj apni nazar pe mujhe naaz hai har adaa mein teri hai qayaamat sanam har adaa mein teri hai qayaamat sanam bas qayaamat se main khelta hi rahun khelta hi rahun dekhte hi tujhe mere dil ne kaha zindagi bhar tujhe dekhta hi rahun dekhta hi rahun muskuraa ke jo dekha hai tune idhar o muskuraa ke jo dekha hai tune idhar maine dil mein chhupa li wo teri nazar dard badhata hi jaayega ab pyaar ka teer dil se na niklega ye umr bhar dard e dil ki dawaa tu jo de de mujhe dard e dil ki dawaa tu jo de de mujhe har ghadi main tujhe poojtaa hi
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho
dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar dhaa raha hai gazab muskuraana tera bijliyaan mere dil pe giraana tera dhaa raha hai gazab muskuraana tera bijliyaan mere dil pe giraana tera leke dil de diya hai tadapna mujhe haan sataa le ke hai yeh zamaana tera haan sataa le ke hai yeh zamaana tera dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar tu hi tu hai nigaahon ki aaghosh mein ae khuda main na aaun kabhi hosh mein tu hi tu hai nigaahon ki aaghosh mein ae khuda main na aaun kabhi hosh mein yun chali aa rahi hoon main teri taraf jaise saawan mein nadiyaan bahein josh mein jaise saawan mein nadiyaan bahein josh mein dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar
baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza marzi aawara dil ki aisi thi kuch boriyat aur kuch zarurat thi peecha jo kiya pehli sadak ka to aa pahunche hum yahan haque se chaurahon pe naam likha raste mein ruk ke elaan kiya bade naseebon ka shehar hai ye jo iski qismaton mein hum hain likhe aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza kisi se pucha naa nasihat lee gussa naa aayaa ye ganeemat thi warna jo bhi aaya koi saamne to bhaksha hai humne kaha jo bhi chaha farmaan padha masti mein kaha kabhi takhliya gustaakhiyon ko bhi maaf kiya dil ko jo koi bhala saa laga aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza
dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale huye paida gareeb hain yeh kis ki khata huye paida gareeb hain yeh kis ki khata humko duniya mein kyun tune laaya bata kyun hai chup kuchh bata kuchh bata kuchh bata dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chheen li har khushi aur kaha ke naa ro chheen li har khushi aur kaha ke naa ro ghum hazaaron diye dil bhi dene the sau kar ke hum pe sitam khush naa ho khush naa ho dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan koi ghumkhaar hai naa koyi meherbaan khud kahe khud sune daastaan daastaan dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale
kab aaogeeeee jism se jaan juda hogi kya tab aaoge aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain baarhaa tere naa aane kaa sabab poochhte hain hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye har baat ka waqt muqarar hai har kaam ki saath hoti hai are waqt gaya to baat gayi bas waqt ki keemat hoti hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane badle hain kaise kaise tevar fazaa ne badle hain kaise kaise tevar fazaa ne saare waade iraade barsaat aa kee o saare waade iraade barsaat aa ke dho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye
der se hua par pyaar to hua re der se hua par pyaar to hua re o dilruba tune dil le liya re ho der se hua par pyaar to hua re o dilruba tune dil le liya re ho kya hai muhabbat ye mujhko bataaya in dhadkanon ko dhadakna shikhaaya ho bechainiyaan di mere pyaase dil ko raaton ko tune tadapna sikhaaya mushkil bada intezaar hua re o dilruba tune dil le liya re ho mere khayaalon mein aawaaragi thi chaahat mein na koi deewaanagi thi kaagaj ke phoolon mein khushaboo nahin thi viraan khaabon si ye zindagi thi mujhko tera aetbaar hua re o dilruba tune dil le liya re ho der se hua par pyaar to hua re o dilruba tune dil le liya re ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Re Dekho Insaan Jaag Utha (1959) 04:20 38730
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 38730   

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dekho Sapne Ganga Ki Saugand (1978) 05:36 12969
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi
Duration : 05:36   Song Number : 12969   

Dekho Shor Na Machana Nalayak (1979) 02:37 40313
 
Poster of Nalayak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 02:37   Song Number : 40313   

Dekho Veer Jawanon Aakraman (1975) 07:11 15177
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:11   Song Number : 15177   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Dekho Ye Deewaana Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:45 39461
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 04:45   Song Number : 39461   

Dekho Ye Kaun Aaya Saveray Wali Gaadi (1986) 05:52 39969
 
Poster of Saveray Wali Gaadi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 05:52   Song Number : 39969   

Dekho Ye Mere Bandhe Bandhe Hath (1973) 04:29 12820
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:29   Song Number : 12820   

Dekho Ye Naari Hai Khota Haiwan (1977) 07:01 36937
 
Poster of Haiwan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Nazneen
Duration : 07:01   Song Number : 36937   

Dekhta Chala Gaya Gateway Of India (1957) 03:30 38712
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Madhu Bala
Duration : 03:30   Song Number : 38712   

Dekhta Hoon Koi Ladki Sanam Teri Kasam (1982) 06:25 18031
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 06:25   Song Number : 18031   

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyaan Naata (1955) 03:25 37666
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:25   Song Number : 37666   

Dekhte Hi Tujhe Parivar (1967) 05:28 13925
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra, Nanda
Duration : 05:28   Song Number : 13925   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Dekhti Hoon Jidhar Hong Kong (1962) 03:33 40647
 
Poster of Hong Kong (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:33   Song Number : 40647   

Delhi Destiny 99 (2009) 04:45 16086
 
Poster of 99 (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Vaibhav Modi
Music Director- 
Ashu
Singer- 
Raja Hasan, Ashu
On Screen Actors- 
Kunal Kemu
Duration : 04:45   Song Number : 16086   

Dene Waale Kisi Ko Patang (1960) 03:25 39277
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 39277   

Der Naa Ho Jaaye Kahin Henna (1991) 08:21 13332
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 08:21   Song Number : 13332   

Der Se Hua Hum Ho Gaye Aap Ke (2001) 04:37 18745
 
Poster of Hum Ho Gaye Aap Ke (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Fardeen Khan, Reema Sen
Duration : 04:37   Song Number : 18745